Ticker

6/recent/ticker-posts

PM Kisan Status Check - Aise Check Kare Rs. 2000

PM Kisan Status Check Kare Aise - Dekhe Rs. 2000 Aae hai ya Nahi


PM Kisan status check: Pm kisan samman nidhi yojna ke tahat aane wali hai rs. 2000 ki agli kisht. 




PM Kisan Status Check






Sabhi kisan bhai besabri se iska intajaar kar rahe hai.

Lagbhag 12 crore kisan bhaiyo ko to ye rs. 2000 ki kisht unke bank khato me mil bhi chuki hai.

Aapko mili hai ya nhi? jald se jald PM kisan status check kare.

Check karne ki vidhi niche vistar se batai gayi hai. Kripaya poora article achche se padhe aur jald se jald aap bhi apna pm kisan status check karen.

Agar kisi kaaran vash aapko Pm kisan yojna ke silsile me koi pareshani ho to hamse bejhijhak sampark karen (Contact Us).


Aur Agar aap PM Kisan Samman Nidhi Yojna ke baare mein pehli baar sun rahe hai to Niche diye gaye article ko jarur padhe.   


Also read: PM Kisan Samman Nidhi Yojna - अभी पंजीकरण करें और 2000rs प्राप्त करें

PM Kisan Samman Nidhi Yojana Status Aise Check Karen


Agar aap ne bhi pm kisan samman yojna me apni entry karva di hai aur aap bhi apni rs. 2000 ki agli kisht ka wait kar rahe hai to jniche di gayi steps ko follow kar ke aap bhi apna pm kisan status check kar sakte hain.


Step-1: Niche di gayi link par click karen aur pm samman nidhi yojna ki website par jaye.

Click Here

Step-2: Poochi gayi teen jankariyon me se koi si bhi ek jankari de kar "Get Data" par click karen.


PM Kisan Status Check
"Get Data" par click karte hi aapko aapki sari jankari mil jayegi jo bhi aapne registration karte vaqt bhari thi.

Aap sabhi jankariyo ko ek bar check bhi kar sakte hain aur apna Status bhi dekh sakte hai.

Agar aapne abhi tak pradhan mantri kisan yojna ke liye register nahi kiya hai to is article ko jarur se padhe. 

Isme Aapko poori jankari di jayegi.


Also read: PM Kisan Samman Nidhi Yojna-  Online Apply Now [2020]


PM kisan helpline number

Vaise to Sarkaar ne sabhi kisan bhaiyo ke khato me Rs. 2000 ki kisht dalva di hai. Par phir bhi agar kisi kisan bhai ke khate me nahi aayi hai to vaha apna pm kisan samman nidhi yojana status check kar sakte hai.

Agar phir bhi kisi ko koi bhi pareshani aaye to ve sarkar dwara diye gaye "Pm Kisan Helpline Numbers" par sampark kar sakte hai.

PM Helpline Number ki list paane ke liye niche di gayi link par click karen.

Also read: Pm Kisan Helpline Number, Email ID, Toll free Number, La...

Post a Comment

0 Comments